Realme 3 Pro full Specifications.
Hello guys
Realme ne launch Kiya Realme 3 Pro jisme Snapdragon 710 chipset hai aur isme 16+5 megapixels ka dual rear camera hai jisme Jo main camera hai voh Sony imx 519 sensor hai Jo ki ek flagship sensor hai ye sensor OnePlus ke pichle saal ke flagship OnePlus 6T main yahi camera sensor use Kiya gya thha,Iss phone ki protection ke liye isme Realme ne Corning ke Gorilla Glass 5 diya gya hai aur back polycarbonate ka diya gya hai Jo ki aajkl ke gradient colours main aata hai,Iss phone main ek 25 megapixels ka ek selfie shooter hai. Aur agr baat kre iss phone ki display ki toh isme 6.3 inch ka full HD+ display diya gya hai water drop notch ke sath ,Iss phone hai 4045Mah ki badi battery milti hai Jo ki aapke 1 se 2 din aaram se chal jayegi aur iss phone ko jldi se jldi charge krne ke liye Realme ne Vooc flashcharge 3.0 ki fastcharging di hai Jo ki aapke phone ko 1.20 mintues main full charge kr degi . Realme ne iss phone ko 3 varients main launch Kiya hai 4gb+64gb,6gb+64gb aur 6gb+128gb,Sunne main aya hai ki iss phone ka ex Avengers Edition bhi ayega jisme 8gb Ram and 128gb storage milegi aur isme ufs 2.0 storage ka use Kiya jayega...4gb+64gb ka price 13999/- 6gb+64gb ka price 15999/- aur 6gb+128gb varient ka price 16999/- rakha gya hai
Thank you guys for visiting my website to be aware about new realsed phones stay connected with my websites

Nyc phone sir
ReplyDeleteThanks bro but call me brother I'm not a sir I'm just like you
Delete